muqabla-e-husn
kūlhoñ meñ bhañvar jo haiñ to kyā hai
sar meñ bhī hai justujū kā jauhar
thā pārā-e-dil bhī zer-e-pstāñ
lekin mirā mol hai jo in par
ghabrā ke na yuuñ gurez-pā ho
paimā.ish merī ḳhatm ho jab
apnā bhī koī uzv nāpo!
kulhon mein bhanwar jo hain to kya hai
sar mein bhi hai justuju ka jauhar
tha para-e-dil bhi zer-e-pstan
lekin mera mol hai jo in par
ghabra ke na yun gurez-pa ho
paimaish meri KHatm ho jab
apna bhi koi uzw napo!
- Book : Jalta Hai Badan (Pg. 105)
- Author : Zahid Hasan
- Publication : Apnaidara, Lahore (2002)
- Edition : 2002
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.