mustaqbil ki aankh
mere maazī kī aañkh mustaqbil
aur ye merā subūt
buuñd jo pahle samundar thī kabhī
ye havā.eñ
jo kabhī thiiñ sāñseñ
aur is peḌ kī tanhā.ī
mirī āvāz ke paanī meñ kabhī bhīgegī
mire maazī kī aañkh mustaqbil
aur ye merā subūt
vaqt-e-nā-paid se aate jaate
us kī tārīḳh meñ so jā.ūñgā
maiñ agar thā to maiñ ho jā.ūñgā
mere mazi ki aankh mustaqbil
aur ye mera subut
bund jo pahle samundar thi kabhi
ye hawaen
jo kabhi thin sansen
aur is peD ki tanhai
meri aawaz ke pani mein kabhi bhigegi
mere mazi ki aankh mustaqbil
aur ye mera subut
waqt-e-na-paid se aate jate
us ki tariKH mein so jaunga
main agar tha to main ho jaunga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.