na hath bag par hai na pa hai rikab mein
palaT kar dekh bhar saktī haiñ
bheḌeñ
bolnā chāheñ bhī to boleñgī kaise
ho chukī haiñ salb āvāzeñ kabhī kī
lauTnā mumkin nahīñ hai
sirf chalnā aur chalte rahnā hai
ḳhvāboñ ke ġhaar kī jānib
jis kā rasta
sunahre bheḌiyoñ ke dāñtoñ se ho kar guzartā hai
palaT kar dekh bhar sakti hain
bheDen
bolna chahen bhi to bolengi kaise
ho chuki hain salb aawazen kabhi ki
lauTna mumkin nahin hai
sirf chalna aur chalte rahna hai
KHwabon ke ghaar ki jaanib
jis ka rasta
sunahre bheDiyon ke danton se ho kar guzarta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.