Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na-rasai

Shabnam Munavari

na-rasai

Shabnam Munavari

MORE BYShabnam Munavari

    jahāñ maiñ huuñ

    vahāñ sab isti.āre nā-rasā.ī alāmat haiñ

    har ik shai raat tārīkiyoñ se ḳhauf khātī hai

    sitāre bolte haiñ aadmī ḳhāmosh rahte haiñ

    mujhe phir ḳhvāb-āvar goliyāñ do

    ki marne se bahut pahle

    mire naġhme mire kānoñ ke pardoñ se na Takrā.eñ

    jahāñ tum ho

    vahāñ har samt dil hukmrānī hai

    baḌī jhūTī kahānī hai

    jahan main hun

    wahan sab istiare na-rasai ki alamat hain

    har ek shai raat ki tarikiyon se KHauf khati hai

    sitare bolte hain aadmi KHamosh rahte hain

    mujhe phir KHwab-awar goliyan la do

    ki marne se bahut pahle

    mere naghme mere kanon ke pardon se na Takraen

    jahan tum ho

    wahan har samt dil ki hukmrani hai

    baDi jhuTi kahani hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now