Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nariyal ka peD

Badiuzzaman Khawar

nariyal ka peD

Badiuzzaman Khawar

MORE BYBadiuzzaman Khawar

    ruup sar se paañv tak dhāre hue

    bhagvān

    ye jo hai ik nāriyal peḌ

    sāhil par khaḌā

    mehrbāñ lagtā hai kitnā aañkh ko

    kis mohabbat se bulātā hai ki

    aao maañg lo

    chāhte ho mujh se tum jo kuchh bhī

    saa.e ke sivā

    rup sar se panw tak dhaare hue

    bhagwan ka

    ye jo hai ek nariyal ka peD

    sahil par khaDa

    mehrban lagta hai kitna aankh ko

    kis mohabbat se bulata hai ki

    aao mang lo

    chahte ho mujh se tum jo kuchh bhi

    sae ke siwa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now