najat
ā.inoñ ke bhare samundar meñ
ik anā jāgtā jazīra hai
aur jazīre meñ yuuñ khaḌā huuñ maiñ
pāniyoñ meñ ba-faiz-e-aks tamām
Dūbtā aur ubhartā rahtā huuñ
TūTtā aur bikhartā rahtā huuñ
ā.inoñ ke bhare samundar meñ
aainon ke bhare samundar mein
ek ana jagta jazira hai
aur jazire mein yun khaDa hun main
paniyon mein ba-faiz-e-aks tamam
Dubta aur ubharta rahta hun
TuTta aur bikharta rahta hun
aainon ke bhare samundar mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.