namaz
Interesting Fact
(Islam aur Musalman) (Zarb-e-Kalim)
badal ke bhes phir aate haiñ har zamāne meñ
agarche piir hai aadam javāñ haiñ lāt-o-manāt
ye ek sajda jise tū girāñ samajhtā hai
hazār sajde se detā hai aadmī ko najāt
badal ke bhes phir aate hain har zamane mein
agarche pir hai aadam jawan hain lat-o-manat
ye ek sajda jise tu giran samajhta hai
hazar sajde se deta hai aadmi ko najat
- Book : کلیات اقبال (Pg. 499)
- Author : علامہ اقبال
- Publication : ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی (2014)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.