nannhi laDli
o naT-khaT nannhī lāDlī
tujhe dekhe terā maamā chandā-māmā
har raat ko chandā aa.e
aur duudh malā.ī laa.e
chāñdī kī thālī meñ
sone kī pyālī meñ
tujhe khilā.e chandā muskā.e
o naT-khaT nannhī lāDlī
yuuñ terā mukhḌā damke
juuñ nabh par chandā chamke
vo ambar kā motī hai
tū dhartī kī jyotī hai
terī jyotī jug-jug lahrā.e
o naT-khaT lāDlī
o naT-khaT nannhi laDli
tujhe dekhe tera mama chanda-mama
har raat ko chanda aae
aur dudh malai lae
chandi ki thaali mein
sone ki pyali mein
tujhe khilae chanda muskae
o naT-khaT nannhi laDli
yun tera mukhDa damke
jun nabh par chanda chamke
wo ambar ka moti hai
tu dharti ki jyoti hai
teri jyoti jug-jug lahrae
o naT-khaT laDli
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.