naqli aankh
guftugū ne lī karvaT
muskurā uThīñ kaliyāñ
khilkhilā uThe ehsās
nafs ke parinde kī phir zarā baḌhī parvāz
maiñ ne phir use chheḌā
us ne phir mujhe chheḌā
ain chheḌ-ḳhvānī meñ
jab huā junūñ bedār
ek aañkh dilbar kī
Tap se gir paḌī nīche
guftugu ne li karwaT
muskura uThin kaliyan
khilkhila uThe ehsas
nafs ke parinde ki phir zara baDhi parwaz
main ne phir use chheDa
us ne phir mujhe chheDa
ain chheD-KHwani mein
jab hua junun bedar
ek aankh dilbar ki
Tap se gir paDi niche
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.