Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nau-urus

Syed Ahsan Javed

nau-urus

Syed Ahsan Javed

MORE BYSyed Ahsan Javed

    vo jamāl-e-nau-urūsī phaban

    vo tabassum-rez chashm-e-surmagīñ

    sumbulīñ zulfoñ pe afshāñ chamak

    vo jabīñ par tābish-e-māh-e-mubīñ

    shoḳhiyoñ bijliyāñ jazb-e-nazar

    añkhḌiyoñ meñ jazba-e-nāz-āfrīñ

    kaif se labrez sahbā-e-shabāb

    ḳhuun meñ raqsāñ sharāb-e-ātishīñ

    ārizoñ par chāñdnī chhiTkī huī

    vo lab-e-gulgūñ pe mauj-e-angbīñ

    husn se chhantī huī doshīzgī

    shoḳh jalvoñ meñ hijāb-e-dil-nashīñ

    wo jamal-e-nau-urusi ki phaban

    wo tabassum-rez chashm-e-surmagin

    sumbulin zulfon pe afshan ki chamak

    wo jabin par tabish-e-mah-e-mubin

    shoKHiyon ki bijliyan jazb-e-nazar

    ankhDiyon mein jazba-e-naz-afrin

    kaif se labrez sahba-e-shabab

    KHun mein raqsan sharab-e-atishin

    aarizon par chandni chhiTki hui

    wo lab-e-gulgun pe mauj-e-angbin

    husn se chhanti hui doshizgi

    shoKH jalwon mein hijab-e-dil-nashin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now