naya sal
nayā saal aayā
koī bhī na tohfa hamāre liye hasb-e-ma.amūl laayā
ḳhudā jaane kab tak
ham in dasht-hāthoñ meñ kashkol-e-ummīd thāme
bashārat kī ḳhairāt paane kī ḳhātir
saf-e-sabr meñ īstāda raheñge
naya sal aaya
koi bhi na tohfa hamare liye hasb-e-mamul laya
KHuda jaane kab tak
hum in dasht-hathon mein kashkol-e-ummid thame
bashaarat ki KHairaat pane ki KHatir
saf-e-sabr mein istada rahenge
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 314)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.