kyā tum ko ye pata hai
ai nā-samajh rafīqo
roz-e-azal se jis par
tum gāmzan rahe ho
vo rāsta ḳhalā kī
sarhad se jā milā hai
mash.al jalāo dekho
biphrī huī havā meñ
ā.ina-e-sadā meñ
chehra kisī ufuq kā
phir se ubhar rahā hai
kya tum ko ye pata hai
ai na-samajh rafiqo
roz-e-azal se jis par
tum gamzan rahe ho
wo rasta KHala ki
sarhad se ja mila hai
mashal jalao dekho
biphri hui hawa mein
aaina-e-sada mein
chehra kisi ufuq ka
phir se ubhar raha hai
- Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 191)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.