nazm
dhuul miTTī bārūd kī mahak
be-gor-o-kafan lāshoñ kī bisāñd meñ
pattharoñ ke malbe tale
ujḌe bāġhoñ meñ
ḳhūn-āshām shikārī
apnī fat.h ke jhanDe
gāḌeñge
jahāñ na koī un par phuul barsāne vaalā hogā
aur na koī dast-e-duā
uThegā
dhul miTTi barud ki mahak
be-gor-o-kafan lashon ki bisand mein
pattharon ke malbe tale
ujDe baghon mein
KHun-asham shikari
apni fath ke jhanDe
gaDenge
jahan na koi un par phul barsane wala hoga
aur na koi dast-e-dua
uThega
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.