nazm
vo sab
bheḌiye haiñ
magar
jānte būjhte
ġhol-dar-ġhol bheḌeñ
ḳhuun apnā pilāne unheñ
jā rahī haiñ to jaa.eñ
shab hī unheñ roknā hai
ye manzar mujhe dekhnā hai
ye kaisā mazā hai
wo sab
bheDiye hain
magar
jaante bujhte
ghol-dar-ghol bheDen
KHun apna pilane unhen
ja rahi hain to jaen
shab hi unhen rokna hai
ye manzar mujhe dekhna hai
ye kaisa maza hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.