Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYShabnam Ashai

    duā karnā

    mere dost

    ham apne junūn

    ḳhud nauha na likkheñ

    duā karnā

    mere dost

    ek dīvār

    jo ab bhī fasīl-e-fat.h hai

    koī sailāb-e-balā na bahā le jaa.e

    duā karnā

    mere dost

    dua karna

    mere dost

    hum apne junun ka

    KHud hi nauha na likkhen

    dua karna

    mere dost

    ek diwar

    jo ab bhi fasil-e-fath hai

    koi sailab-e-bala na baha le jae

    dua karna

    mere dost

    Source :
    • Book : Akeli (Pg. 83)
    • Author : Shabnam Ashai
    • Publication : Zehn-e-Jadid, Post Box 7042, New Delhi-110002 (1993)
    • Edition : 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now