nazm
har raat ek subah kā
subah ko dopahar kā
dopahar ko shaam kā
aur shaam ko phir raat kā
intizār hotā hai
tumhāre ek mīThe bol kī chāhat meñ
maiñ har rose
chaar baar martī huuñ
phir se jiine ke liye
har raat ek subah ka
subah ko dopahar ka
dopahar ko sham ka
aur sham ko phir raat ka
intizar hota hai
tumhaare ek miThe bol ki chahat mein
main har rose
chaar bar marti hun
phir se jine ke liye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.