nazm
sochtī huuñ hazār rastoñ meñ
ek rastā hī maiñ ne chunñā thā
kaam mushkil nahīñ thā itnā bhī
jitnā maiñ ne banā liyā thā kabhī
rāste jaal ban ga.e haiñ ab
jis ko ab kāTnā hī rastā hai
sochti hun hazar raston mein
ek rasta hi main ne chunna tha
kaam mushkil nahin tha itna bhi
jitna main ne bana liya tha kabhi
raste jal ban gae hain ab
jis ko ab kaTna hi rasta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.