Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYAhmar Sahaab

    mohabbat vafā

    zindagī terī ziyā

    raushnī sā.ebāñ

    āsmānoñ ridā

    zindagī ik shor hai

    ḳhāmushī bhī ik sadā

    bandagī bhī tishnagī

    kis qadar dilkash adā

    ye jahāñ tasḳhīr kar le

    vo jahāñ hai māvarā

    ya mohabbat ya wafa

    zindagi teri ziya

    raushni ya saeban

    aasmanon si rida

    zindagi ek shor hai

    KHamushi bhi ek sada

    bandagi bhi tishnagi

    kis qadar dilkash ada

    ye jahan tasKHir kar le

    wo jahan hai mawara

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now