nazm
ai ḳhudā ai lam-yazal
har nazar meñ ḳhvāb rakh
kyā zamīn kyā falak
had-e-āb-o-tāb rakh
intishār-e-husn meñ
husn-e-intiḳhāb rakh
ḳhār-o-ḳhas sameT le
har taraf gulāb rakh
dil ke tāqche na dekh
jo hai be-hisāb rakh
apnī bārgāh meñ
sab ko bāryāb rakh
ai KHuda ai lam-yazal
har nazar mein KHwab rakh
kya zamin kya falak
had-e-ab-o-tab rakh
intishaar-e-husn mein
husn-e-intiKHab rakh
KHar-o-KHas sameT le
har taraf gulab rakh
dil ke taqche na dekh
jo hai be-hisab rakh
apni bargah mein
sab ko baryab rakh
- Book : saarii nazmen (Pg. 807)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.