nazm
kabhī kabhī ham
abr meñ Duubā
ik taarā ban jaate haiñ
shaam ko gardish karne vaalā
sayyāra ban jaate haiñ
chiḌiyā banñā chāhte haiñ
aur tayyāra ban jaate haiñ
kabhi kabhi hum
abr mein Duba
ek tara ban jate hain
sham ko gardish karne wala
sayyara ban jate hain
chiDiya banna chahte hain
aur tayyara ban jate hain
- Book : saarii nazmen (Pg. 788)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.