Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYZeeshan Sahil

    pahlī baar

    sitāra banñā

    dūsrī baar bikhar jaanā

    pahlī baar

    Thahar novel meñ

    dūsrī baar guzar jaanā

    pahlī baar

    use ḳhat likhnā

    dūsrī baar jalā denā

    pahlī baar

    mohabbat karnā

    dūsrī baar bhulā denā

    pahli bar

    sitara banna

    dusri bar bikhar jaana

    pahli bar

    Thahar nowel mein

    dusri bar guzar jaana

    pahli bar

    use KHat likhna

    dusri bar jala dena

    pahli bar

    mohabbat karna

    dusri bar bhula dena

    Source :
    • Book : saarii nazmen (Pg. 564)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now