negatiwity
marne aur mārne vaale ek hī qabīle se the
ḳhush ho kar tāliyāñ bajāne
vaale safed burrāq kapḌe pahne hue the
mātam karne vaale
zindagī se bhāge hue do buzdil log the
jo ek lafz ko sahīh jagah par rakhne ke liye ghanToñ pareshān rahte the
ba-har-hāl tai huā ki ālam-e-insāniyat ko buz-diloñ se paak kiyā jaa.e
varna negativity phailtī rahegī
marne aur marne wale ek hi qabile se the
KHush ho kar taliyan bajaane
wale safed burraq kapDe pahne hue the
matam karne wale
zindagi se bhage hue do buzdil log the
jo ek lafz ko sahih jagah par rakhne ke liye ghanTon pareshan rahte the
ba-har-haal tai hua ki aalam-e-insaniyat ko buz-dilon se pak kiya jae
warna negatiwity phailti rahegi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.