naya sal
karoḌoñ baras kī purānī
kuhan-sāl duniyā
ye duniyā bhī kyā masḳharī hai
na.e saal kī shaal oḌhe
ba-sad-tanz ham sab se ye kah rahī hai
ki maiñ to ''na.ī'' huuñ
hañsī aa rahī hai
karoDon baras ki purani
kuhan-sal duniya
ye duniya bhi kya masKHari hai
nae sal ki shaal oDhe
ba-sad-tanz hum sab se ye kah rahi hai
ki main to nai hun
hansi aa rahi hai
- Book : Kulliyat-e-Makhdum Muhi-ud-din (Pg. 223)
- Author : Farooq Argali
- Publication : Farid Book Depot Pvt. Ltd. (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.