maiñ roz rātoñ meñ jaag jaatā huuñ chīḳh kar ke
vo ek sapnā mujhe har ik din Darā rahā hai
hālāñki bilkul burā nahīñ hai
magar vo sapnā mirā nahīñ hai
hasīñ ho kitnā bhī ḳhvāb koī
na ho gar apnā to chubhtā hī hai
main roz raaton mein jag jata hun chiKH kar ke
wo ek sapna mujhe har ek din Dara raha hai
haalanki bilkul bura nahin hai
magar wo sapna mera nahin hai
hasin ho kitna bhi KHwab koi
na ho gar apna to chubhta hi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.