nind ka farishta
zamīñ atrāf kī kaalī huī jalne lage deve
havā.eñ ḳhushk pattoñ ko girā kar so ga.iiñ shāyad
farishta niiñd kā nārāz hai mujh se ye kahtā hai
bahut din so liye bedār rah kar bhī zarā dekho
azān-e-fajr hone tak sitāroñ kī adā dekho
zamin atraf ki kali hui jalne lage dewe
hawaen KHushk patton ko gira kar so gain shayad
farishta nind ka naraaz hai mujh se ye kahta hai
bahut din so liye bedar rah kar bhi zara dekho
azan-e-fajr hone tak sitaron ki ada dekho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.