numu
numū meñ jis kī
karishmātī kaifiyat thī bahut
zamīñ thī saḳht
numū ko magar na rok sakī
guzarte vaqt ne
āb-o-havā ke tevar ne
dikhā.e rang ka.ī
kuchh asar huā na magar
to ho ga.e māyūs
phir ek din
tanāvar shajar kā ruup liye
numū kā apnī
karishma dikhā diyā us ne
numu mein jis ki
karishmati kaifiyat thi bahut
zamin thi saKHt
numu ko magar na rok saki
guzarte waqt ne
aab-o-hawa ke tewar ne
dikhae rang kai
kuchh asar hua na magar
to ho gae mayus
phir ek din
tanawar shajar ka rup liye
numu ka apni
karishma dikha diya us ne
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.