Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paltu jaanwar

Yusuf Kamran

paltu jaanwar

Yusuf Kamran

MORE BYYusuf Kamran

    ek chhoTe se qad hathauḌā liye

    maiñ bhī ik pāltū jānvar tarah

    workshop ḳhandaq meñ pheñkā gayā

    mere ajdād ne in rivāyāt ko zinda rakhne ḳhātir

    mire jism par

    Tāyroñ aur saḌkoñ miTTī malī

    Tiin chhat ke nīche badan pak gayā

    jism-o-jāñ be-amāñ uljhanoñ meñ ghirā

    ab mashīnoñ ke purzoñ meñ din raat yuuñ

    mobil oil chiknāhaTeñ jazb kartā hai

    jaise yahī

    zindagī hai mirī

    ek chhoTe se qad ka hathauDa liye

    main bhi ek paltu jaanwar ki tarah

    workshop ki KHandaq mein phenka gaya

    mere ajdad ne in riwayat ko zinda rakhne ki KHatir

    mere jism par

    Tayron aur saDkon ki miTTi mali

    Tin ki chhat ke niche badan pak gaya

    jism-o-jaan be-aman uljhanon mein ghira

    ab mashinon ke purzon mein din raat yun

    mobil oil ki chiknahaTen jazb karta hai

    jaise yahi

    zindagi hai meri

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now