paheli
ek samundar
us meñ rakkhe chand jazīre
beach meñ jin ke
duurī kī nīlāhaT raqsāñ
rabt-e-bāham bas paanī kī andhī lahreñ
yā tūfānī havā ke jhakkaḌ
sunā hai ek jazīre par koh-e-jūdī hai
ham aulād-e-nūh to haiñ par
naav banāne kā saarā fan bhuul chuke haiñ
ek samundar
us mein rakkhe chand jazire
beach mein jin ke
duri ki nilahaT raqsan
rabt-e-baham bas pani ki andhi lahren
ya tufani hawa ke jhakkaD
suna hai ek jazire par koh-e-judi hai
hum aulad-e-nuh to hain par
naw banane ka sara fan bhul chuke hain
- Book : Gul-e-Dupahar (Pg. 48)
- Author : Saima Asma
- Publication : Idarah Batool, Sayyed Palaza, Firozpur Road (2006)
- Edition : 2006
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.