pahli aawaz
itnā sannāTā ki jaise ho sukūt-e-sahrā
aisī tārīkī ki āñkhoñ ne duhā.ī dī hai
jaane zindāñ se udhar kaun se manzar hoñge
mujh ko dīvār hī dīvār dikhā.ī dī hai
duur ik fāḳhta bolī hai bahut duur kahīñ
pahlī āvāz mohabbat kī sunā.ī dī hai
itna sannaTa ki jaise ho sukut-e-sahra
aisi tariki ki aankhon ne duhai di hai
jaane zindan se udhar kaun se manzar honge
mujh ko diwar hi diwar dikhai di hai
dur ek faKHta boli hai bahut dur kahin
pahli aawaz mohabbat ki sunai di hai
- Book : Kulliyat-e-Ahmad Faraz (Pg. 608)
- Author : Ahmad Faraz
- Publication : Farid Book Depot Pvt. Ltd. (2010)
- Edition : 2010
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.