paigham
ab ki ik umar kī mahrūmī se
dil ne samjhauta sā kar rakkhā thā
ab ki is rut meñ kisī peḌ pe pattā thā na phuul
ab ke har tarah ke dukh ke liye tayyār thā dil
kis liye sūkhī huī shāḳh pe ye sho.ala sī koñpal phūTī
kis liye terā ye paiġhām aayā
ab ki ek umar ki mahrumi se
dil ne samjhauta sa kar rakkha tha
ab ki is rut mein kisi peD pe patta tha na phul
ab ke har tarah ke dukh ke liye tayyar tha dil
kis liye sukhi hui shaKH pe ye shoala si konpal phuTi
kis liye tera ye paigham aaya
- Book : sar-e-shaam se pas-e-harf tak (Pg. 272)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.