pandrah august
fard fard mast hai
paƱdrah august hai
josh hai ubaal hai
raƱg hai gulÄl hai
galī galī haiƱ raunaqeƱ
ajiib sī haiƱ raunaqeƱ
ham kabhÄ« Ä”hulÄm the
bhÄrtÄ« Ä”hulÄm the
zindagī kī shaam thī
saaƱs tak Ä”hulÄm thÄ«
firaƱgiyoƱ ke jaur se
bhÄrtÄ« niDhÄl the
zulm jab bahut huÄ
apnÄ« had se baįøh gayÄ
bhÄrtÄ« biphar ga.e
ham sabhī biphar ga.e
jÄn-o-mÄl taj diyÄ
ghar ayaal taj diyÄ
ek ho ga.e jo ham
duur ho gayÄ alam
hurriyat milī hameƱ
Äfiyat milÄ« hameƱ
fard fard mast hai
paƱdrah august hai
fard fard mast hai
pandrah august hai
josh hai ubaal hai
rang hai gulal hai
gali gali hain raunaqen
ajib si hain raunaqen
hum kabhi ghulam the
bhaarti ghulam the
zindagi ki sham thi
sans tak ghulam thi
firangiyon ke jaur se
bhaarti niDhaal the
zulm jab bahut hua
apni had se baDh gaya
bhaarti biphar gae
hum sabhi biphar gae
jaan-o-mal taj diya
ghar ayal taj diya
ek ho gae jo hum
dur ho gaya alam
hurriyat mili hamein
aafiyat mili hamein
fard fard mast hai
pandrah august hai
- Book : ŲØŚŁŚŗ کا Ł Ų§ŪŁŲ§Ł Ū Ų§Ł ŁŚÆ (Pg. 42)
- Author : Ų¬Ł ŪŁ ŁŲ§Ų·Ł Ū
- Publication : Ų§Ų±ŲÆŁ Ų§Ś©Ų§ŲÆŁ Ū ŲÆŪŁŪ (Ų§ŚÆŲ³ŲŖ 2019)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.