Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

panting

Gulzar

panting

Gulzar

MORE BYGulzar

    raat kal gahrī niiñd meñ thī jab

    ek taaza safed canvas par

    ātishīñ, laal surḳh rañgoñ se

    maiñ ne raushan kiyā thā ik sūraj...

    sub.h tak jal gayā thā vo canvas

    raakh bikhrī huī thī kamre meñ

    raat kal gahri nind mein thi jab

    ek taza safed canwas par

    aatishin, lal surKH rangon se

    main ne raushan kiya tha ek suraj

    subh tak jal gaya tha wo canwas

    rakh bikhri hui thi kamre mein

    Source :
    • Book : Chand Pukhraj Ka (Pg. 2)
    • Author : Roopa And Company
    • Publication : Gulzar (1995)
    • Edition : 1995
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now