zindagī ke saare safhe
kahīñ bhī kabhī bhī
khol denā munāsib nahīñ
kuchh be-īmānī ho jaatī hai
in meñ likhe harf
be-parda hote hī
qadr to hamesha
parda-dārī kī hī huā kartī hai
jaise hijāb meñ lipTī koī dil-rubā
yā phir
kisī kitāb kā binā paḌhā huā vo āḳhirī pannā
zindagi ke sare safhe
kahin bhi kabhi bhi
khol dena munasib nahin
kuchh be-imani ho jati hai
in mein likhe harf
be-parda hote hi
qadr to hamesha
parda-dari ki hi hua karti hai
jaise hijab mein lipTi koi dil-ruba
ya phir
kisi kitab ka bina paDha hua wo aaKHiri panna
- Book : Word File Mail By Salim Saleem
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.