pas-e-aina
jab mirā chāk-e-garebāñ na milā
dil ne phir jism se har rishte ko
toḌ kar ḳhanda-dilī se ye kahā
tū agar phuul hai
maiñ ḳhushbū huuñ
tū agar aa.ina hai
maiñ pas-e-ā.īna huuñ
jab mera chaak-e-gareban na mila
dil ne phir jism se har rishte ko
toD kar KHanda-dili se ye kaha
tu agar phul hai
main KHushbu hun
tu agar aaina hai
main pas-e-aina hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.