pasheman
jism aur zehn kī taskīn
ba-yak-vaqt ho
mumkin to nahīñ
haañ ye mumkin hai
kisī vaqt to aa jaa.e
kabhī terā ḳhayāl
ho kabhī lams kā ehsās tire
aur kabhī
fikr kā ġhalba ho jaa.e
aur maiñ ḳhud se pashemān ho jā.ūñ
jism aur zehn ki taskin
ba-yak-waqt ho
mumkin to nahin
han ye mumkin hai
kisi waqt to aa jae
kabhi tera KHayal
ho kabhi lams ka ehsas tere
aur kabhi
fikr ka ghalba ho jae
aur main KHud se pasheman ho jaun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.