aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

krishn

Hasrat Mohani

krishn

Hasrat Mohani

MORE BYHasrat Mohani

    mathurā ki nagar hai āshiqī

    dam bhartī hai aarzū isī

    har zarra-e-sar-zamīn-e-gokul

    daarā hai jamāl-e-dilbarī

    barsānā-o-nand-gāñv meñ bhī

    dekh aa.e haiñ jalva ham kisī

    paiġhām-e-hayāt-e-jāvedāñ thā

    har naġhma-e-krishn bāñsurī

    vo nūr-e-siyāh ki hasrat

    sar-chashma faroġh-e-āgahī

    mathura ki nagar hai aashiqi ka

    dam bharti hai aarzu isi ka

    har zarra-e-sar-zamin-e-gokul

    dara hai jamal-e-dilbari ka

    barsana-o-nand-ganw mein bhi

    dekh aae hain jalwa hum kisi ka

    paigham-e-hayat-e-jawedan tha

    har naghma-e-krishn bansuri ka

    wo nur-e-siyah ya ki hasrat

    sar-chashma farogh-e-agahi ka

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Jameel Gulrays

    Jameel Gulrays

    Source:

    Hindustan Hamara(Vol-1) (Pg. 383)

    • Author: jan nisar akhtar

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now