Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taswir-e-rahmat

Tilok Chand Mahroom

taswir-e-rahmat

Tilok Chand Mahroom

MORE BYTilok Chand Mahroom

    tirī tauqīr se tauqīr-e-hastī hai gurū-nānak

    tirī tanvīr har zarre meñ bastī hai gurū-nānak

    tirī jāgīr meñ irfāñ mastī hai gurū-nānak

    tirī tahrīr auj-e-haq-parastī hai gurū-nānak

    tirī tasvīr se rahmat barastī hai gurū-nānak

    zuhūristān-e-rahmat hai ki ye tasvīr hai terī

    koī naqsh-e-haqīqat hai ki ye tasvīr hai terī

    ayaañ sub.h-e-sa.ādat hai ki ye tasvīr hai terī

    dil-e-muztar rāhat hai ki ye tasvīr hai terī

    tirī tasvīr se rahmat barastī hai gurū-nānak

    teri tauqir se tauqir-e-hasti hai guru-nanak

    teri tanwir har zarre mein basti hai guru-nanak

    teri jagir mein irfan ki masti hai guru-nanak

    teri tahrir auj-e-haq-parasti hai guru-nanak

    teri taswir se rahmat barasti hai guru-nanak

    zuhuristan-e-rahmat hai ki ye taswir hai teri

    koi naqsh-e-haqiqat hai ki ye taswir hai teri

    ayan subh-e-saadat hai ki ye taswir hai teri

    dil-e-muztar ki rahat hai ki ye taswir hai teri

    teri taswir se rahmat barasti hai guru-nanak

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now