platform
koī gaaḌī aa.ī ubhrā shor-o-shar
raunaqeñ aane lagīñ har-sū nazar
hai kisī gaaḌī ke jaane kī ghaḌī
lahr phir ik hamhame kī chal paḌī
zindagī bhī jaise hai ik platform
kam nahīñ hotā kabhī is kā bhī charm
koi gaDi aai ubhra shor-o-shar
raunaqen aane lagin har-su nazar
hai kisi gaDi ke jaane ki ghaDi
lahr phir ek hamhame ki chal paDi
zindagi bhi jaise hai ek platform
kam nahin hota kabhi is ka bhi charm
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.