purane tamashe
utartī shaam se pūchheñge
jugnuoñ kā mizāj
junūñ ke shahr meñ
rātoñ kā kyā huā āḳhir
ufuq pe yuuñ to simaT aa.e the
na.e manzar
sulagtī āñkhoñ meñ hasrat
hirās
tanhā.ī
tamām shahr tamāshā banā thā
hairāñ thā
magar jab aañkh khilī
vahī purāne tamāshe the aur madārī na.e
utarti sham se puchhenge
jugnuon ka mizaj
junun ke shahr mein
raaton ka kya hua aaKHir
ufuq pe yun to simaT aae the
nae manzar
sulagti aankhon mein hasrat
hiras
tanhai
tamam shahr tamasha bana tha
hairan tha
magar jab aankh khili
wahi purane tamashe the aur madari nae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.