ḳhudā ko likhe ga.e ḳhat meñ
maiñ ne apne dukhoñ kī tafsīl nahīñ likhī
kyūñ-ki ḳhudā
har shai se be-niyāz
duniyā kī bisāt par nit-na.e khel khel rahā hai
aur tanhā.ī kā dukh jhel rahā hai
KHuda ko likhe gae KHat mein
main ne apne dukhon ki tafsil nahin likhi
kyun-ki KHuda
har shai se be-niyaz
duniya ki bisat par nit-nae khel khel raha hai
aur tanhai ka dukh jhel raha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.