punji
daulat lālach havas
jhuuT fareb nafrat
ye ab aib nahīñ
insānī fitrat meñ
ghule-mile rañg haiñ
raunaq un kī hai lubhātī
dekhne vaale ko chauñkātī
hayā un par ab hameñ
bahut kam hai aatī
safar hayāt kā magar
ek hī jagah
pahuñchā.egā sab ko
miTTī ke tan ko
bachā ke rakkhegā kab tak
daulat lalach hawas
jhuT fareb nafrat
ye ab aib nahin
insani fitrat mein
ghule-mile rang hain
raunaq un ki hai lubhati
dekhne wale ko chaunkati
haya un par ab hamein
bahut kam hai aati
safar hayat ka magar
ek hi jagah
pahunchaega sab ko
miTTi ke tan ko
bacha ke rakkhega kab tak
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.