qafiye aate gae
qāfiye aate ga.e aur maiñ unheñ paiham pirotā hī gayā afkār meñ
is liye barjastagī kā rañg aur āhañg hai mere hasīn o dil-nashīñ ash.ār meñ
aa ga.ī uslūb kī shā.istagī
aur fan kī āgahī
aur vaqār o vazn paidā ho gayā kirdār meñ
qafiye aate gae aur main unhen paiham pirota hi gaya afkar mein
is liye barjastagi ka rang aur aahang hai mere hasin o dil-nashin ashaar mein
aa gai uslub ki shaistagi
aur fan ki aagahi
aur waqar o wazn paida ho gaya kirdar mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.