qadr-e-mushtarak
ḳhudā aur majāzī ḳhudā meñ koī qadr aisī bhī hai
jis ko ham mushtarak kah sakeñ
ek kī zaat se zulm mumkin nahīñ
dūsre ko ḳhudā.ī kā itnā nasha hai ki us ke liye
qahr āsān insāf dushvār hai
KHuda aur majazi KHuda mein koi qadr aisi bhi hai
jis ko hum mushtarak kah saken
ek ki zat se zulm mumkin nahin
dusre ko KHudai ka itna nasha hai ki us ke liye
qahr aasan insaf dushwar hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.