Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qariya-e-mohabbat

Ahmad Nadeem Qasmi

qariya-e-mohabbat

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    bahut shadīd tashannuj meñ mubtilā logo

    yahāñ se duur mohabbat ek qarya hai

    yahāñ dhueñ ne manāzir chhupā rakhe haiñ magar

    ufuq baqā vahāñ se dikhā.ī detā hai

    yahāñ to apnī sadā kaan meñ nahīñ paḌtī

    vahāñ ḳhudā tanaffus sunā.ī detā hai

    bahut shadid tashannuj mein mubtila logo

    yahan se dur mohabbat ka ek qarya hai

    yahan dhuen ne manazir chhupa rakhe hain magar

    ufuq baqa ka wahan se dikhai deta hai

    yahan to apni sada kan mein nahin paDti

    wahan KHuda ka tanaffus sunai deta hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    qariya-e-mohabbat Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now