rabta
jānte to hoge tum
itnī tez bārish meñ
rābte nahīñ rahte
network na.iiñ miltā
phone kī bhī lineñ bārishoñ ke paanī se
aise TuuT jaatī haiñ
jis tarah mohabbat meñ
bevafā kī bātoñ se
dil hī TuuT jaa.e to
rābte nahīñ rahte
jaante to hoge tum
itni tez barish mein
rabte nahin rahte
network nain milta
phone ki bhi linen barishon ke pani se
aise TuT jati hain
jis tarah mohabbat mein
bewafa ki baaton se
dil hi TuT jae to
rabte nahin rahte
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.