raat
añdh se bhare bistar par
apne be-tartīb kapḌoñ meñ chhupī aur nāchhupī
bikhrī huī sahmī huī
merī āñkhoñ meñ ḳhudā ko paḌh rahī hai
aur abhī kuchh der pahle
ghar kī saarī raushnī
us kī āñkhoñ meñ ġhurūb ho ga.ī hai
andh se bhare bistar par
apne be-tartib kapDon mein chhupi aur nachhupi
bikhri hui sahmi hui
meri aankhon mein KHuda ko paDh rahi hai
aur abhi kuchh der pahle
ghar ki sari raushni
us ki aankhon mein ghurub ho gai hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.