Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rahguzar ke baad

Mahboob Khizan

rahguzar ke baad

Mahboob Khizan

MORE BYMahboob Khizan

    maiñ sochtā huuñ ki is ḳhair-o-shar ke ba.ad hai kyā

    fazā tamām nazar hai nazar ke ba.ad hai kyā

    shab intizār-e-sahar hai sahar ke ba.ad hai kyā

    duā barā-e-asar hai asar ke ba.ad hai kyā

    ye rahguzar hai to is rahguzar ke ba.ad hai kyā

    main sochta hun ki is KHair-o-shar ke baad hai kya

    faza tamam nazar hai nazar ke baad hai kya

    shab intizar-e-sahar hai sahar ke baad hai kya

    dua bara-e-asar hai asar ke baad hai kya

    ye rahguzar hai to is rahguzar ke baad hai kya

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now