rang-manch ek manzar
har sū raam dhaḌāke se
taak dhinnā-dhin
taake se
baḌhiyā mar ga.ī
faaqe se
kaal kaloTī
baigan luuTī
chhin jā.egī
sūkhī roTī
gagrī chhū-chhī
bail pyāsā
kaale meghā
paanī de
paane de o paanī de
paane de o paanī de
ham dhartī ke saare bachche
is sansār ke añg
bhagvan
hāhā-kār kī jañg
bachcho
ek bhayañkar kaal
ro.e hañsiyā aur kudāl
har su ram dhaDake se
tak dhinna-dhin
take se
baDhiya mar gai
faqe se
kal kaloTi
baigan luTi
chhin jaegi
sukhi roTi
gagri chhu-chhi
bail pyasa
kale megha
pani de
pane de o pani de
pane de o pani de
hum dharti ke sare bachche
is sansar ke ang
bhagwan
haha-kar ki jang
bachcho
ek bhayankar kal
roe hansiya aur kudal
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.