Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raushni

Aftab Shamsi

raushni

Aftab Shamsi

MORE BYAftab Shamsi

    piile ghar sabz peḌ niile pahāḌ

    TukḌe bādal ke taḳhte phūloñ ke

    kār-ḳhānoñ meñ āte-jāte log

    chimniyoñ se nikaltā bhūrā dhuāñ

    girls schōl imārat ke

    paas ek chauḌī saḌak

    khelte jis pe anginat bachche

    raushnī vāpas aate fauran

    band kamre meñ laTke parde par

    sab ke sab jaise muskurāne lage

    pile ghar sabz peD nile pahaD

    TukDe baadal ke taKHte phulon ke

    kar-KHanon mein aate-jate log

    chimniyon se nikalta bhura dhuan

    girls school ki imarat ke

    pas hi ek chauDi si saDak

    khelte jis pe anginat bachche

    raushni wapas aate hi fauran

    band kamre mein laTke parde par

    sab ke sab jaise muskurane lage

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now