raushni
zindagī ke shor meñ
vaqt kā futūr hai
haq shikast-yāb hai
bātiloñ kā raaj hai
zulmatoñ ke daur meñ
chal paḌā hai ik hujūm
manziloñ kī justujū
rāste haiñ pur-ḳhatar
laḌkhaḌāte ye qadam
haath meñ liye qalam
shā'iroñ kā qāfila
shahr-e-husn chhoḌ kar
nuur kī talāsh meñ
zindagi ke shor mein
waqt ka futur hai
haq shikast-yab hai
baatilon ka raj hai
zulmaton ke daur mein
chal paDa hai ek hujum
manzilon ki justuju
raste hain pur-KHatar
laDkhaDate ye qadam
hath mein liye qalam
sha'iron ka qafila
shahr-e-husn chhoD kar
nur ki talash mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.